Are Dwarpalo Kanhiya Se Keh Do Popular Krishna Bhajan [Full Song] #. Arey Dwarpalo Kanhaiya Se Kehdo ke dar pe Sudama Garib Aa Gaya Hai Manoj. Bhajan Kirtan Are Dwarpalo Kanhaiya Se Kah Do. Are dwarpalo uss Kanhaiya se keh do, Ke dar pe Sudama garib. Tum sudama khushi ka sama tere karib aa gaya hai.

Arey Dwarpalo Kanhaiya Se Kehdo Dar Pe Sudama Garib Aa Gaya Hai Bhajan Download

Bata mere yaar re, bhayi ghane dina mein aaya. Bata mere yaar Sudama re, bhayi ghane dina mein aaya.

Baalak tha re jab aaya karataa, roj khel ke jaaya karataa. Baalak tha re jab aaya karata, roj khel ke jaaya karataa. Huee ke takaraar Sudama re, bhayi ghane dina mein aaya, Bata mere yaar Sudama re, bhayi ghane dina mein aaya. Mhane suna de kutumb kahaani, kyon kar pad gai thokar khaani. Re mhane suna kutumb kahaani, kyon kar pad gai thokar khaani. Tote ki maar Sudama re, bhayi ghane dina mein aaya. Bataa mere yaar Sudama re, bhayi ghane dina mein aaya.

Sab bachcho ka haalsuna de, misraani ki baat bata de. Sab bachcho ka haal suna de, mishraani ki baat bata de. Re kyon gaya haar Sudama re, bhayi ghane dina mein aaya, Bata mere yaar Sudama re, bhayi ghane dina mein aaya. Chahiye tha re tane pahal me aana, itana duhkh nahi padata thaana (uthaana). Chahiye tha re tane pahal me aana, itana duhkh nahi padata thaana. Kyon bhula pyaar re, bhayi ghane dina mein aaya.

Bata mere yaar Sudama re, bhayi ghane dina mein aaya. Ib bhi aa gaya theek bakhat pe, aaja baith ja mere takhat pe. Ib bhi aa gaya theek bakhat pe, aaja baith ja mere takhat pe. O jigari yaar Sudama re, bhayi ghane dina mein aaya. Bata mere yaar Sudama re, bhayi ghane dina mein aaya.

Aaja bhagat chhaati ke lyaalu, ib bata tane kade bithaalu, Aaja bhagat chhaati ke lyaalu, ib bata tane kade bithaalu, Karoon sahukaar Sudama re, bhayi ghane dina mein aaya. Bata mere yaar Sudama re, bhayi ghane dina mein aaya. Ghane dina mein aaya, bhayi ghane dina mein aaya.

Bata mere yaar Sudama re, bhayi ghane dina mein aaya.

Dekho dekho yeh garibi,yeh garibi kaha le, Krishna ke dar pe biswas leke aaya hoon, Mere bachpan ka yeaar hai mera Shyam, Yeh hi soch kar main aas kar ke aaya hoon. Are dwarpalo Kanhaiya se keh do-oooo Are dwarpalo uss Kanhaiya se keh do, Ke dar pe Sudama garib aagaya hai. Ke dar pe Sudama garib aagaya hai. Haaa bhatakte bhatakte naa jaane kaha se, Bhatakte bhatakte naa jaane kaha se, Tumhare mahal ke karib aagaya hai. Tumhare mahal ke karib aagaya hai. OooAre dwarpalo uss Kanhaiya se keh do, Ke dar pe Sudama garib aagaya hai.

Ke dar pe Sudama garib aagaya hai. Naa sarpe hai pagri naa tan pe hai jaama, Baatado Kanhaiya ko naam hai Sudama. HaaaBaatado Kanhaiya ko naam hai Sudama. HaaaBaatado Kanhaiya ko naam hai Sudama. Naa sarpe hai pagri, Naa tan pe hai jaama. Batado Kanhaiya ko naam hai Sudama.

Gaya

Hooo.Naa sarpe hai pagri naa tan pe hai jaama, Baatado Kanhaiya ko naam hai Sudama.Hooo.Baatado Kanhaiya ko naam hai Sudama. Bus ik baar Mohan se ja kar ke kahe do, Tum ek baar Mohan se ja kar ke kahe do, Ke milne sakha pad nasib aageyaa hai. Ke milne sakha pad nasib aageyaa hai.

Are dwarpalo Kanhaiya se keh do, Ke dar pe Sudama garib aageyaa hai. Ke dar pe Sudama garib aageyaa hai. Sunte hi doude chale aaye Mohan, Laagaya gale se Sudama ko Mohan. HaaaLaagaya gale se Sudama ko Mohan. Laagaya gale se Sudama ko Mohan. Oh.Sunte hi doude, Chale aaye Mohan.

Laagaya gale se, Sudama ko Mohan HaaaSunte hi doude chale aaye Mohan, Laagaya gale se Sudama ko Mohan. HaaaLaagaya gale se Sudama ko Mohan Hua Ruksmani ko bahut hi achambha, Hua Ruksmani ko bahut hi achambha, Full 3gp movies. Yeh mehmaan kaisa ajeeb aageyaa hai. Yeh mehmaan kaisa ajeeb aageyaa hai. Hua Ruksmani ko bahut hi achambha, Yeh mehmaan kaisa ajeeb aageyaa hai. Yeh mehmaan kaisa ajeeb aageyaa hai.